Wednesday, October 7, 2020

Kwaab ki baatein

Agle janam hai ya na, hum dekhe toh nahin.

Par jitna bhi kwaab ab dekhe hai, puri karne koshish karenge abhi.

Kwaab toh kya sabko aati hi hogi,

Par Jo usse maanta, aur paane ki koshish karta hai, himatwala hai wahi.

Kwaab toh woh hoti hai, Jo khud k Mann mein aaye,

Na ki woh Jo dusre k zubaan Se.

Agar zindagi mein kuch pana hai toh kuch kona bhi padta hain,

Apne kwaabon Ko hakiqat mein paana hai

Aur dil Se darr koh mita Dena hain

Aakir is duniya mein kum hain log, Jo apne sapne puri kar pate hain.


No comments: