ise ek chota sa dhaga hi samjho,
jho ittne saalon mein baandhte chali aarahi hoon.
Kabhi tere tang kichthe hue,
aur kuch baateein haste hasaathe hue.
kabhi jhagadthe hue, jab tum meri bhi dairymilk ka jate the
aur phir kabhi teri naraazgi, aakir maine hi tere books ko ghasetdiye the
na jaane kaise guzargaye hamari masti bhari bachpana,
itne saaalon k baad bhi jab yaad karti hoon,
yeh sab choti choti baatein sochke hi dil bhar jata hai
aaj phir ek bar rakhi k din, hamare yeh anoka rishhta nibhathe hue,
mujhe apne yaadon mein rakh k ,meri d hui rakhi baandlena bhaiya.
rakhi ki harrdik shubkaamnaheein.

3 comments:
Hindi blog?
I cannot follow
It's a multi lingual blog. And moreover, I wrote what my mind and heart pleases without any language barriers :)
beautiful poetry :)
Post a Comment